Wednesday 7 December 2016

Change notification status bar color&style {Noroot}

Hi friends,
Aaj me apko is post me apne android 📱phone ki notification🔈 or status bar ka color change karne ki trick btaunga ki hum apne phone ki notification bar ko kese more attractive👌 bana sakte hai or apne pasand ka color apne notification bar me laga sakte hai.


Guy is trick se apne pasand ka notification bar ka theme bana kar bhi laga sakte hai. Ye trick bhut easy hai me apko step by step btata hu.
Guy's me apko is trick me do apps ke bare me btaunga ek hai MATERIAL STATUS BAR isse hum apne notification bar ki styles😎 change karenge
Or 2nd hai COLOR STATUS BAR is app se hum apne phone ki status bar ka color change karenge.

1- friends sabse pahle apko ye APP download krna hai. Is link se nhi to aap is app ko play store se bhi 📥download kar sakte hai iska name hai material STATUS bar or 2nd app COLOR STATUS BAR.

2- Ab aapko material status bar ko download karke install karna hai or apne phone ki setting me jakar is aap ke liye accessibility⚙ on karni hai.
how-to-hide-picture-or-videos-without any apk
3 ab apko is app ke ander setting⚒ me jakar isko enable karna hai or apni pasand ka desing choice krna.👌

4 freinds ab apne phone ka notification bar ka style change ho chuka hai.

Ab me apko status bar ka color change karna btata hu

◆ hamare phone🎻📱 ke status bar ka color change karne ke apko ye wala APP download📥 karna hai.

◆ ab apko color status bar apk ko open karna hai or ise setting⚒ se enable karna hai.

◆Ab apke samne bhut sare colors ki status bar aa chuki hai apko jo bhi pasand ho use app select karke apne phone me laga sakte hai.👌👍👍

'Friends agar apko is trick ko or aache se samajhna ho to aap hamare youtube channel par is trick ka video dekh sakte hai.'

Thanks for visit😊

Monday 5 December 2016

Record your any android phone screen in video {Noroot}

Hi friends
Agar aap apne phone ki📱 screen record🎤📹 krna chahte hai video me to aap sahi post read kar rhe hai
Me aaj is post me apko screens record 📹karne ki bhut assan trick btata hu jo sabhi android phone's me working hai.


●guys sabse pahle apko is link se ye mobizen APP download karna hai ya phir ye app aap playstore se bhi kar sakte hai download iska app name hai mobizen.

●download karne ke apko apne 📲phone ki setting me jakar unknown source allow krna phir is app ko install krna hai.

●ab apko mobizen app ko open karna hai or iski setting me jakar regulations and voice and camera🔊 ki setting apne hisab se karna hai.

●ab aap upar video📹 ke📳 ke sing par click karna hai ab apko screen ki recording📸 start ho chuki hai.

Note: Guy's agar aap is trick ko or aache se samajhna chahte hai to aap hamare youtube channel par iska Video dekh sakti ho.
Thanks for visit😊

Thursday 1 December 2016

Get unlimited likes and comment on facebook post

Hi guy's
Aaj me apko is post me facebook par unlimited likes and unlimited comments ki trick btaunga ki hum apni kisi bhi post par pic and statua ya kisi bhi post par bhut sare likes and comments kese prapt kar sakte hai few minutes me hi.


To friends me sabse pahle apko ye bta du ki yeh trick auto liker app ki hai ek application hai jo hamari pic par like or comments karta hai.

Guy's yeh aap bhut aacha hai or aap bhut easily iska use kar sakte ho.

●sabse pahle dosto iske liye apko apni facebook ki profile me jana hai or baha se setting me jakar sub public krna hai apko followers public krna bhut important hai tabhi ye trick work kregi.

●or friend iske liye apki id ki age 18+ hona chahiye tabhi yeh trick work kregi.

◆ friends ab hamari facebook ki setting ho chuki hai ab apko ye APP download karke installed krna hai.

◆ guy's  ab apko ye dj liker ka app open karna hai iske bad apko facebook login ka page aayega isme apko apni facebook I'd ka E-mail and password dalkar login karna hai.

◆jese hi aap login krenge apko HTC sense ki permission allow karna hai agar aap first time use kar rhe ho to three time Ok ok ok par click karna hai.

◆ friends ab aap login ho chuke hai apke samne two options hai USE AUTO LIKER & USE AUTO COMMENTS ab aap chose kare apko like chaiye hai ya comments.

◆jese hi aap use auto liker par click krenge apki facebook ki timeline aa jayegi ab apko post select karna hai kis post par likes chaiye or kitne like chaiye phir apko SUBMIT kar dena hai or kuch second me apki post par like aa jayenge.

● friends mene jo process ki hai aap 15 min.ke gap me bar bar kar sakte hai or unlimited likes and comments apni post par pa sakte hai.

【Agar apko is post me trick thik se samajh nhi aaya to aap hamare youtube channel par iska video bhi dekh sakte hai】

Thanx for visit☺

Wednesday 30 November 2016

How to HIDE picture or video's without any app hindi

Hi guy's
Friends me apko aaj is post me photo and video's hide krne ki trick btaunga without app, guys bhut simple and short trick h ye -👌👍

1- Sabse pahle apke apne phone ke file manager me jana hai jo ki sabhi phone me hota hai.

2- iske bad apko jo files hide krne hai bo aap file manager me sarch karo kaha par hai bo files.

3- then friends ab apko us folder ya file ko select karke option par click krna h Samsung user More par click kare.

4- ab apke samne options aa chuke hao apko apko is folder ya file ko rename karna hai.

5- guy's rename karne ka select krenge to apko samne edit box me file ka name aa jayega ab APKO IS FILE KE NAME KE SAMNE . {DOT} LAGA DENA HAI.

6- Friends ab apka ye folder hide ho chuka hai ab aap apne phone ki gallery me jakar dekhenge to ye wala folders {jo apne rename kiya hai } bo show nhi hoga.

7-ab aap chahe to file manager se bhi hide karne ke liye more {option me jakar} hide hidden file par click kar sakte hai.

8- or agar apko apni hide ki hui files and folders phir se show krna hai to aap show hide files par click karne us file ko rename karke jo humne . {Dot} lagaya tha usko remove kar dena or file name save kar doge to apki file gallery me bhi show hone lagegi.

♂Friend agar aap is trick ko or aache se samjhna chahte hai to aap hamare youtube channel par is trick ka video dekh sakte hai.

New tricks ke notification ke liye aap hamara youtube channel please subscribe kar sakte hai channel link.

Our Facebook page

Thank for visit

Friday 25 November 2016

How to Change apps icon custom pic {Noroot}

Hi friends
Me apko is post me ye btana chahta hu ki ab app apne phone ke apps icon dekhkar bor ho gye ho to aap apne phone ke sare apps ke icon ki jagah apni pasand ki picture laga sakte h koi bhi android device me ye trick work krti hai.


Or ap apne phone ka look attractive kar sakte hai to guy's me apko step by step btata hu kese krte h custom icon set-

●friends sabse pahle apko play store se ya is link se ye app download krna jiska name h awesome icon.

●ab apko is app ko open karna hai ab apke samne apke phone ke sare apps aa chuke hai jo apke phone me installed hai.

●guys ab aap us app ko select kijiye jiska apko icon change krna hai.


●jese hi aap app ko select krenge apke samne apke phone ki gallery open ho jayegi ab app yaha se pic select kijiye jo apko is app ke icon par lagana hai.

●select karke apko upar crop par click krna hai.

●agar apko app ka name change change krna h to bo bhi aap yaha se kr sakte hai.

●or ab apko finally protect icon ko mark [√] kar dena hai ab apke app ka icon successfully change ho chuka hai.
#frieds agar apko ye trick samajh nhi aaya ho to aap hamare youtube channal par is trick VIDEO dekh sakte ho.

Our Facebook page-https://www.facebook.com/Technocheers-1686991758289838

Our YouTube channel please subscribe-https://m.youtube.com/channel/UCr5YGowzJNMhnf_qsNKw91A

Thanks for visit

Saturday 19 November 2016

Jio sim free home delivery WITHOUT bar code

Hi friends,
17 number se relince jio ab apke ghar akar hi KYC procees karenge.
Dosto jio sim ke ab apko line me lagne ya bar bar jio ke office jane ki jarurat nhi h ab Agar apne abhi tak jio sim na ho to ab ap bahut hi asano se jitne chahe utni jio ki sims le sakte hai bo bhi bina bar code ke or apne ghar par hi.

Iske liye apke ye sub steps follow karne padege bhut asam hai.

Agar aap bar code ganrate karke sim lenge to usme apko internet or calling and sms free milenge.
Without bar code wali sims par sirf aap internet use kar sakte.


1} sabse pahle apko play store se my jio app download krna hai.

2}visit *jio at your door step* par click krna hai.
Ab apko yaha par check krna hai ki apki city me ye survuce avaiilble hai ki nhi

3}ab apko apni city select krna h pin and buiding number inter krna h and apni dettails like name and phone number inter krna hai.

4}ab ap next step me time choise kar sakte hai.

5}ab aap apna adhar card or bar code ready rakhiye jub jio ki team apke ghar aayegi to aap ise dikha dijiye.

6} aap jio persion apki detrails ki kyc krenge or apko jio ki sim de di jayegi.

7} ap 1 adhar card se jayda se jayda 9 sim le sakte hai.

How to use nougat and marshmallow features in any android phone's {no root}

Hi friends ,

●Ab hamre android phone version ka updated lollipop se marshmallows or nougat ka  bhi update  aa chuka h par hamare  sabhi phones me ye nhi aaya h kuch hi selected and costly phone ke liye ye updated available h.

◆Guys is trick se hum apne phone ka look android nougat and marshmallow ke jesa kar sakte h.

https://m.apkpure.com/projectui-android-nougat/ru.plus.launcher


◆ ab hum is trick se apne kisi bhi android device ko marshmallow or nougat ke jesa bana sakte h is trick sE
.
◆is se apke phone ke sare features android N or M ke jese ho jayenge.

●friend ye official hamari device ko update nhi karega but ye app apke phone me bo sare features la dega jo nougat and marshmallow me hota h.

◆and apka phone ka design nougat and marshmallow jesa bna dega to dosto ye ek launcher app h.

●Jiski help se hum apne phone ko nougat and Marshmallow ke jesa feel le sakte h.

◆Friend ye app apko play store par nhi milega isliye aap is link se direct download kar sakte h.
Is apk ka name h -#projectui
Upar link se download kar sakte h.
Thanks.

Friday 18 November 2016

How to create what's app group invite link


  1. Hi guy's I am rahul 


Welcome in my blog TechnoCheers.
Friend is post me hum apko batayenge ki what's app me group invite link kese create krte hai.


●Friends sabse apko apna original what's app ko wakeup lekar unstall karma padega.

●Phir apko is link se prime what's download karna hai.

●ab aap prime what's app open kare or isme apne number se login kare.

●login ho jane ke bad aap apna what's app data store kar sakte h.

●Ab aapka what's app Normaly chal rha h ,ab apko apne group me jana h {jis group ke aap admin ho} me jakar group info se add participate par click krna hai.

◆Ab aap yaha par invited by link par click kariye or link ko copy kar lijiye.

●ab apka group ka invite link successfully create ho chuka hai.
Thanks for visit
®



Wednesday 16 November 2016

How to unlock App lock without password

Hi guy's I m rahul

Friends is post me apko btaunga ki hum apne kisi bhi friend or girlfriend ke phones me locked {App lock} kiye huye apps ko bina password ke kese open krte h.


1- sabse pahle apko unka lena h phir apko check krna h ki unhonne konse app se apps ko lock kiya hua hai.

2- phir apko unke phone ki setting me jana h setting me jane ke bad apko application manager par click krna h 

3- ab aap ko yaha par sabhi apps show ho rhe h ab apko apps lock par click karna h.

4- app lock ko apko yaha se FORCE STOP kar dena h aap iski survice force stop karne ke bad stop ho gayi h.

5- ab aap bina password dale hi koi app ko open kar sakte h.
Thankyou for visit ☺

Saturday 12 November 2016

Welcome friends in my blog Techno Cheers

            Hi friends ,
I am rahul  welcome in my new blog TECHNOCHEERS

Ye meri blog ki 1st post h Guy's abhi tak apne mere youtube channel par videos dekhe honge ab me blog par bhi tricks and tips apse share krunga.
Ummeed hai apko mera blog aacha laga hoga pls support me friend and deily visit my blog.
Thankyou ®
please subscribe our youtube channel-https://m.youtube.com/channel/UCr5YGowzJNMhnf_qsNKw91A
Pleases like our Facebook page-https://www.facebook.com/Technocheers-1686991758289838
our what's app group-https://chat.whatsapp.com/Icnu6LdjWc37w49ss00THK
®