Wednesday 7 December 2016

Change notification status bar color&style {Noroot}

Hi friends,
Aaj me apko is post me apne android 📱phone ki notification🔈 or status bar ka color change karne ki trick btaunga ki hum apne phone ki notification bar ko kese more attractive👌 bana sakte hai or apne pasand ka color apne notification bar me laga sakte hai.


Guy is trick se apne pasand ka notification bar ka theme bana kar bhi laga sakte hai. Ye trick bhut easy hai me apko step by step btata hu.
Guy's me apko is trick me do apps ke bare me btaunga ek hai MATERIAL STATUS BAR isse hum apne notification bar ki styles😎 change karenge
Or 2nd hai COLOR STATUS BAR is app se hum apne phone ki status bar ka color change karenge.

1- friends sabse pahle apko ye APP download krna hai. Is link se nhi to aap is app ko play store se bhi 📥download kar sakte hai iska name hai material STATUS bar or 2nd app COLOR STATUS BAR.

2- Ab aapko material status bar ko download karke install karna hai or apne phone ki setting me jakar is aap ke liye accessibility⚙ on karni hai.
how-to-hide-picture-or-videos-without any apk
3 ab apko is app ke ander setting⚒ me jakar isko enable karna hai or apni pasand ka desing choice krna.👌

4 freinds ab apne phone ka notification bar ka style change ho chuka hai.

Ab me apko status bar ka color change karna btata hu

◆ hamare phone🎻📱 ke status bar ka color change karne ke apko ye wala APP download📥 karna hai.

◆ ab apko color status bar apk ko open karna hai or ise setting⚒ se enable karna hai.

◆Ab apke samne bhut sare colors ki status bar aa chuki hai apko jo bhi pasand ho use app select karke apne phone me laga sakte hai.👌👍👍

'Friends agar apko is trick ko or aache se samajhna ho to aap hamare youtube channel par is trick ka video dekh sakte hai.'

Thanks for visit😊

No comments:

Post a Comment