Wednesday 7 December 2016

Change notification status bar color&style {Noroot}

Hi friends,
Aaj me apko is post me apne android 📱phone ki notification🔈 or status bar ka color change karne ki trick btaunga ki hum apne phone ki notification bar ko kese more attractive👌 bana sakte hai or apne pasand ka color apne notification bar me laga sakte hai.


Guy is trick se apne pasand ka notification bar ka theme bana kar bhi laga sakte hai. Ye trick bhut easy hai me apko step by step btata hu.
Guy's me apko is trick me do apps ke bare me btaunga ek hai MATERIAL STATUS BAR isse hum apne notification bar ki styles😎 change karenge
Or 2nd hai COLOR STATUS BAR is app se hum apne phone ki status bar ka color change karenge.

1- friends sabse pahle apko ye APP download krna hai. Is link se nhi to aap is app ko play store se bhi 📥download kar sakte hai iska name hai material STATUS bar or 2nd app COLOR STATUS BAR.

2- Ab aapko material status bar ko download karke install karna hai or apne phone ki setting me jakar is aap ke liye accessibility⚙ on karni hai.
how-to-hide-picture-or-videos-without any apk
3 ab apko is app ke ander setting⚒ me jakar isko enable karna hai or apni pasand ka desing choice krna.👌

4 freinds ab apne phone ka notification bar ka style change ho chuka hai.

Ab me apko status bar ka color change karna btata hu

◆ hamare phone🎻📱 ke status bar ka color change karne ke apko ye wala APP download📥 karna hai.

◆ ab apko color status bar apk ko open karna hai or ise setting⚒ se enable karna hai.

◆Ab apke samne bhut sare colors ki status bar aa chuki hai apko jo bhi pasand ho use app select karke apne phone me laga sakte hai.👌👍👍

'Friends agar apko is trick ko or aache se samajhna ho to aap hamare youtube channel par is trick ka video dekh sakte hai.'

Thanks for visit😊

Monday 5 December 2016

Record your any android phone screen in video {Noroot}

Hi friends
Agar aap apne phone ki📱 screen record🎤📹 krna chahte hai video me to aap sahi post read kar rhe hai
Me aaj is post me apko screens record 📹karne ki bhut assan trick btata hu jo sabhi android phone's me working hai.


●guys sabse pahle apko is link se ye mobizen APP download karna hai ya phir ye app aap playstore se bhi kar sakte hai download iska app name hai mobizen.

●download karne ke apko apne 📲phone ki setting me jakar unknown source allow krna phir is app ko install krna hai.

●ab apko mobizen app ko open karna hai or iski setting me jakar regulations and voice and camera🔊 ki setting apne hisab se karna hai.

●ab aap upar video📹 ke📳 ke sing par click karna hai ab apko screen ki recording📸 start ho chuki hai.

Note: Guy's agar aap is trick ko or aache se samajhna chahte hai to aap hamare youtube channel par iska Video dekh sakti ho.
Thanks for visit😊

Thursday 1 December 2016

Get unlimited likes and comment on facebook post

Hi guy's
Aaj me apko is post me facebook par unlimited likes and unlimited comments ki trick btaunga ki hum apni kisi bhi post par pic and statua ya kisi bhi post par bhut sare likes and comments kese prapt kar sakte hai few minutes me hi.


To friends me sabse pahle apko ye bta du ki yeh trick auto liker app ki hai ek application hai jo hamari pic par like or comments karta hai.

Guy's yeh aap bhut aacha hai or aap bhut easily iska use kar sakte ho.

●sabse pahle dosto iske liye apko apni facebook ki profile me jana hai or baha se setting me jakar sub public krna hai apko followers public krna bhut important hai tabhi ye trick work kregi.

●or friend iske liye apki id ki age 18+ hona chahiye tabhi yeh trick work kregi.

◆ friends ab hamari facebook ki setting ho chuki hai ab apko ye APP download karke installed krna hai.

◆ guy's  ab apko ye dj liker ka app open karna hai iske bad apko facebook login ka page aayega isme apko apni facebook I'd ka E-mail and password dalkar login karna hai.

◆jese hi aap login krenge apko HTC sense ki permission allow karna hai agar aap first time use kar rhe ho to three time Ok ok ok par click karna hai.

◆ friends ab aap login ho chuke hai apke samne two options hai USE AUTO LIKER & USE AUTO COMMENTS ab aap chose kare apko like chaiye hai ya comments.

◆jese hi aap use auto liker par click krenge apki facebook ki timeline aa jayegi ab apko post select karna hai kis post par likes chaiye or kitne like chaiye phir apko SUBMIT kar dena hai or kuch second me apki post par like aa jayenge.

● friends mene jo process ki hai aap 15 min.ke gap me bar bar kar sakte hai or unlimited likes and comments apni post par pa sakte hai.

【Agar apko is post me trick thik se samajh nhi aaya to aap hamare youtube channel par iska video bhi dekh sakte hai】

Thanx for visit☺